Famous Love Poetry

Browse Best Famous Love Poetry, we have a special collection of superb, one line and short Famous Love Poetry. Get Beautiful Famous Love Poetry.

Famous Love Poetry

  • Kar Sitam Kitne Bhi Muj Par,
    Is Dil Me Dhadkan Tere Naam Ki Hi Hogi,
    Khwahis To Adhuri He Bahut Si,
    Magar Akhari Khwahis Tere Didar Ki Hi Hogi.
  • Mat Pocha Karo Mujh Se K Tum Mere Kiya Lagte Ho
    Dil K Liye Dharkan Zarori Hay Or Mere Liye tum
  • Sagar ki bahoun may mojean hean Jitnii
    hum koo b Tum sy Muhabt hy utnee
    k yea bekarari na….ab hoo gee km
  • Kar Sitam Kitne Bhi Muj Par,
    Is Dil Me Dhadkan Tere Naam Ki Hi Hogi,
    Khwahis To Adhuri He Bahut Si,
    Magar Akhari Khwahis Tere Didar Ki Hi Hogi.
  • Lamhon mein qaid kr dy ju sadiyon ki chahtain
    Hasrat rahi k aisa kui apna b Yaar hu
  • Tuhj Mein Likhi Hoon Mein
    Tujh Se Judi Hoon Mein
    Tu hi hai ashiqui, tu hi awargi
    Tu hi hai zindagi tu hi juda
  • Bari mushkil me hoon kaise izhar krun
    Wo to khshbu hai use kaise girftar krun
    Uski mohhabt par mera haq nahi lekin,
    Dil kehta hai akhri saans tak uska intizaar krun
  • Teri mohabat main ye kaisa ehsas hai
    kay tu door ho kar bhi mere dil kay pas hai
    main teri tamanna ko dil se mitaon kese
    tu samandar hai aur muje teri piyas hai
  • Ajab Shikwa sa Rehta ha,
    Mujhy tum se tumhy mujh se,
    Tumhay ulfat nahi mujh say,
    mujhay fursat nahi tum say !!!
  • Hum ne suboot diya apni Dosti ka,
    Ab aap apni dosti ka hisaab do,
    Agar nahi karte ho pyar to delete kar do yeh msg,
    Agar karte ho to is ka jawaab do.