Eid Milad Un Nabi Poetry

Browse Best Eid Milad Un Nabi Poetry, we have a special collection of superb, one line and short Eid Milad Un Nabi Poetry. Get Beautiful Eid Milad Un Nabi Poetry.

Eid Milad Un Nabi Poetry

  • Har ibtada sey pehley har inteha k baad,
    Zaat-e- Nabi” buland hey “Zaat-e-khuda” k baad,
    Dunya mey ehtraam k qabil hain jitnay loog,
    Main sub ko maanta hun magar “MUSTAFA”k baad.

 

  • “12 Rabi-ul-Awwal Ke Din Aai Hai Taza Bahar Salallahu Alehi Wasalam Parhte Hai Darr-o-Deewar Jashan-e-Eid Melad-un-Nabi Mubarak Ho…!!!”

 

  • “Rehmaton Ki Hai Yeh Raat
    Namazon Ka Rakhye Gaa Saath,
    Manwa Li Jiey RAB Se Harr Baat
    Duaon Me Rakhiya Gaa Hum Ko Yaad…!!!
    “Mubarak Ho Ap Ko 12 Rabi-ul-Awal Ki Yeh Rat…!!!”

 

 

  • Khushbu-e-Gulab hai Pasina RASOOL ka,
    Aap ko bhi ho Mubarak Mahina RASOOL ka”

 

  • “Bohot Muqaddas Hai Mery Piyary Nabi (S.A.W.W) Ke Qadmon Ki Dhool,
    Kaash Ke Is Dhool Ka Koi Zarra Meri Qabar Ki Zeenat Ban Jaye…!!! Aameen…!!!
    “EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”

 

  • “Ek Yeh Jahan Ek Woh Jahan, In Do Jahan Ky Darmiyan Bus Fasla Hai Ek Saans Ka, Jo Chal Rahi Hai To Yeh Jahan Jo Ruk Gaey To Woh Jahan, Saki Is Mala Me Moti Pro Do Darood Ke, Phir Yeh Jahan Ho Ya WOH Jahan Hamara Sath Ho Ga “SARKAR-E-DO JAHAN” Ka…!!!”
    “EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”

 

  • “Khushbu-e-Gulaab Hai Pasina RASOOL Ka,
    Aap Ko Bhi Ho Mubarak Mahina RASOOL Ka…!!!
    “EID-e-MILAD-un-NABI Mubarak Ho…!!!”

 

  • Khushbu-e-Gulab Hai Pasina Rasool Ka,
    Aap Ko Bhi Ho Mubarak Mahina RASOOL Ka…!!!

 

  • “Jabb Talak Yeh Chand Taary Jhilmilate Jaayenge
    Tab Talak Jashn-e-Wilaadat Hum Manaate Jaayenge…!!!”
    “EID-E-MILAD-UN-NABI Mubarak Ho…!!!”

 

  • Subhaa Tayyaba Me hui Abtta Hai Barha Noor Ka,
    Sadqaa Leny Noor Ka Aaya Hai Taara Noor Ka…!!!